Jai Maa Ambey, Jai Maa Jagdembay teri kripa hum per reheyn hamesha. |
Bajre ki roti, aam ka achar, suraj ki kirne, khushiyo ki bahar, chanda ki chandni, apano ka pyar, mubarak ho aapko "NAVRATRI" ka tyohar... |
Nav roop mein naval harsh, sang navratri ki bela, aayi bhakti ke rang ke sang, maiya prem ka ras barsane aai. Navratri ki Shubhkamanaye!! |
N-Nav Chetna A-Akhand Jyoti V-Vighan Nashak R-Rat Jageshwari A-Anand Dayi T-Trikal Darshi R-Rakshan Karti A-Anand Mayi "MAA DURGA" Bless U HAPPY NAVRATRA...........Raj Kumar Punia,New Delhi |
N- Nav CHetna A- Akhand jyoti V- Vighna Naashak R- Ratjageshwari A- AAnanddayi T- Trikal Darshi R- Rakshan Karti A- Anand Mayaimaa JAI NAV DURGA MANGLMAY NAV RATRA "AMIT SHUKLA - 9311763523" |
Sarva Mangal Mangallye, Shive Sarvarth Saadhike, Kshranney Trambake Gawri, Narayani Namostute... |
May This Navratri Give U... Shanti Shakti Sampati Swarup Saiyam Saadgi Safalta Samridhi Sanskar Swaasth Sammaan Sarswati aur Sneh... HAPPY NAVRATRA {KAPIL} |
Wishes A Happy Navratri To All Kathiyawad Members. |
Nav chetna Akhand Jyoti Vighna nashak Ratjageshwari Anand dayi Trikal darshi Rakshan mayi.. MAA DURGA BLESS U.Happy Navratra. |
Maa ka ho pyaar, to hum manjil paa lenge, Maa ka ho aasirwad to hum sabko gale laga lenge, Aur fir ye pyaar kabhi kam nahi hoga, JAI MATA DI |
JO JATA HAI maa ke dwar, use milta hai Maa ka Pyar. Pyar se jo kahta JAI MATA DI use Mill hi jate hai kisi na kisi Roop mae unke dedar. Jai Mata di |
LAL RANG KI CHUNRI SE SAJA MAA KA DARBAR HARSIT HUA MAN PULKIT HUA SANSAR NACHE-2 KADMO SE MAA AAYE AAPKE DWAR MUBARAK HO AAPKO "NAVRATRI" KA TYOHAR. JAI MATA DI |
jaya aadi shakti maa jaya aadi shakti akhand brahamand dipavya panave pragatya Maa Om jayo jayo Maa JAGDAMBE HAPPY NAVRATRI |
Navratri ni tamne shubhkamna, Maa Durga tamari har manokamna puri kare..."HAPPY NAVRATRI" vinay ughrejia |
mai bus yahi chata hu ki Maa sab per apni kripa dristy banay rakhe. JAI MATA DI |
May This Navratri be as bright as ever. May this Navratri bring joy, health and wealth to you. May the festival of lights brighten up you and your near and dear ones lives. |
Maa ki jyoti se noor milta hai, sabke dilo ko shurur milta hai, jo bhi jata hai MAA ke dwar , kuch na kuch jarur milta hai. " SHUBH NAVRATRI. |
JO JATA HAI maa ke dwar, use milta hai Maa ka Pyar. Pyar se jo kahta JAI MATA DI use Mill hi jate hai kisi na kisi Roop mae unke dedar. Jai Mata di Gaurav |
SHUBH NAVRATRI "Maa ki jyoti se noor milta hai, sabke dilo ko shurur milta hai, jo bhi jata hai MAA ke dwar , kuch na kuch jarur milta hai. " SHUBH NAVRATRI |
Comments
Post a Comment